Befikra Lyrics - Tiger Shroff, Disha Patani | Meet Bros

Befikra Lyrics from Hindi Songs sung by Aditi Singh Sharma, Meet Bros. This song is composed by Meet Bros with lyrics written by Kumaar.


Song Details :


  • Song : Befikra

  • Starring : Tiger Shroff, Disha Patani

  • Singers : Meet Bros, Aditi Singh Sharma

  • Lyrics : Kumaar

  • Music : Meet Bros

  • Video : Sam Bombay

Befikra Lyrics : ft. Tiger Shroff, Disha Patani in this latest song sung by Meet Bros, Aditi Singh Sharma while music video is directed by Sam Bombay. Befikra lyrics are written by Kumar with music by Meet Bros. Befikra is Tiger Shroff’s new song after his Chal Wahan Jaate Hain short film ft. Kriti Sanon.


Befikra Lyrics :


Hello… Hello…

I feel the world around me go

Hello… Hello…

It’s tellin me to hold you close

Hello… Hello…

I feel the world around me go

Hello… Hello…

It’s tellin me to hold you close

Hello…


Kaafirana dil,

Isey duniya ka kya hai pata…

Hai fakira dil

Ye Khuda bhi mill jaaye to kya? (x2)


Thodi manmaaniya ho

Thodi nadaaniyan ho

Ho shararatein bhi thodi zara

Thodi beimaaniya ho

Door pareshaniya ho

Jaake duniya se keh do zara…


Befikra bhi hona zaroori hai

Befikri mein khona zaroori hai

Beimaaniya ho door pareshaniya ho

Jaake duniya se keh do zara…


Befikra bhi hona zaroori hai

Befikri mein khona zaroori hai

Befikra bhi hona zaroori hai

Befikri mein khona zaroori hai

Thodi beimaaniya ho

Door pareshaniya ho

Jaake duniya se keh do zara…


Hello… Hello…

I feel the world around me go

Hello… Hello…

It’s tellin me to hold you close

Hello… Hello…

I feel the world around me go

I feel the world go around me

So Let me say Hello… Hello…


Udne lagaa dil, teri hawa mein

Jeene laga hai, teri adaa mein

Udne lagaa dil, teri hawa mein

Jeene laga hai, teri adaa mein

Ho Ho.. thodi chhedkhaniyan ho

Dil ki meherbaaniyan ho

Karte jaayein hum manmarziyaan


Thodi beimaaniya ho

Door pareshaniya ho

Jaake duniya se keh do zara…


Befikra bhi hona zaroori hai

Befikri mein khona zaroori hai

Thodi beimaaniya ho door pareshaniya ho

Jaake duniya se keh do zara…


Befikra bhi hona zaroori hai

Befikri mein khona zaroori hai

Befikra bhi hona zaroori hai

Befikri mein khona zaroori hai

Thodi beimaaniya ho

Door pareshaniya ho

Jaake duniya se keh do zara…


I think I’m going insane

I think I’m losing my mind

I need a villain to blame

I need a Hero to fight (x2)


Zara zara kareeb se

Aaja tujhe main jiyun

Khuli khuli hai dhadkane

Dil se tere baandh loon (x2)


Tujhse kahaaniyan ho

Tujhse jawaaniyan ho

Kuch bhi na ho tere bina


Thodi manmaaniya ho

Door pareshaniya ho

Jaake duniya se keh do zara…


Befikra bhi hona zaroori hai

Befikri mein khona zaroori hai

Beimaaniya ho door pareshaniya ho

Jaake duniya se keh do zara…

Keh do zara.. ha ha..


Befikra bhi hona zaroori hai

Befikri mein khona zaroori hai

Befikra bhi hona zaroori hai

Befikri mein khona zaroori hai

Beimaaniya ho door pareshaniya ho

Jaake duniya se keh do zara…


Hello… Hello…

I feel the world around me go

Hello… Hello…

It’s tellin me to hold you close

Hello… Hello…

I feel the world around me go

I feel the world go around me

So Let me say Hello…!



Befikra Lyrics - Tiger Shroff, Disha Patani | Meet Bros
Previous
Next Post »